Khayal Apno ka
Ankhay dhundtee hai apno ko ,
thakkar unkee inthjaree mai ,
Ankhay Ganga Jammuna ban jatee hai
kahtee hai kee laut kay aa jaa mere meeth .|
Apnay to sansaar kay nivashee hai
charo desa mai mauj kartay hai
koee kala hai koee gora hai
Har dharm kay apnay log hai .|
Dharm ka tufan bharat mai aaya hai
Lincheeg bharat kay konay kono mai chaya hai
dharm kay naam per rajay- naytik kartay hai
nitay prajatantra aur insaneat kee hatya kartay hai |
Naresh